Aasaman me ek taara tha, dikhta sabse pyaara tha,
hamesha chamak chamak k, andhiara mitata tha,
har dam muskurata timtimata hua, raat ko aata tha,
ek din uske pass baqi tarey aaye, thoda roye, thoda mukuraye,
usse bola ki tum to itna chamchamte ho, sbke dil ko bhatey ho,
sabke dil ki jaan ho, is aasmaan ki shaan ho,
itna tez chamakte ho, haste aur damakte ho,
thodi si ye hasi hme bhi de do, thodi chaamak hme bhi de do, hm bhi hase,
hme bhi dunia dekhe, hamara bhi naam ho,
log hme bhi jane hamara bhi maan ho,
sunke tarey ne socha, kuch bura ni ye krne me, thodi si apni khushi deke
sabka hi bhala ho,
thodi thodi apni chamak usne sbme baanti, sb taron k chahre pe yun mukan la
di,
uski roshni sbme baant gi, baqi taron ki chamak badh gi,
vo tara sbke jaisa ho gya, sbme ghulmil gya,
ab vo na pehle jaise damakta tha na usse koi kuch smjhta tha,
baqi taron k sath ek jaisa chamakta tha,
koi na ab usse pehchanta tha, na usse koi khas manta tha,
fir b vo taara hasta rha, jor shor se chamakta rha,
sbme khushi baant k apni chamak kam kr di,
apne ko kaat kr sbki hasrat puri kr di,
aaj bhi vo pyara sa taara chamakta h, aasman me dikhta h,
thoda kam thoda halka fir b vo sbke sath hi chalta h.....
aasman me taara tha... bht pyara pyara tha