Wednesday, July 27, 2011

Jab tak giroge nai tab tk uth k khada hona kaise sikhoge...utho ...
Jiyo...kyunki har lamha behtarin hai... Har lamha vo h jo shayd kabhi
nai hoga ... Shayd fir kabhi ni milega.... Aaj jo h vo kal na
hoga...kal jo tha vo aaj nai...to kya hua jo tmne chaha tha vo ni
mila....kuch milega jo usse kahin zyada behtar aur acha hoga...to kya
hua kuch sapne tut gye...nye banange...nye logon...nye palon k sath...
To kya hua jo kisi ne dil dukha dia...ye dil to pathhar ka nai...dard
hoga....par us dard k upar aao... Tm kisi ka dil mt dukhao...bs hath
badhao....bs haso muskurao aur jiyo....kyunki jab tak giroge nai uth k khada hona kaise sikhoge....